Monday, 29 April 2013

wah wah kya baat h

Duniya Me Yaad Badi Khas Hoti Hai,
Jo Dur Ho Unke DiL K Paas Hoti Hai,
Yaad Karne Ke Liye Wajah Jaruri Nahi,
Yaad to 2 DiLo Ke Bich Ka Ehsas Hoti Hai
 

Saturday, 27 April 2013

maaf karna,

Hum kabhi mil na paye toh maaf karna,
Aap ko yaad na kar paye toh maaf karna,
Is Dil se toh kabhi Hum bhula na payenge aap ko
Par ye Dil hi Agar Ruk Jaye toh maaf karna..

Thursday, 25 April 2013

teray paas hai to kyun hai

Kabhi tu ne bhi socha hai k ye pyaas hai to kyun hai?
Tujhy Paa k bhi mera dil jo udaas hai to kyun hai?

Mujhy kyun aziz tarr hai ye dhua’n dhua’n sa mosam
Ye hawa-e-shaam-e-hijraa’n mujhy raas hai tou kyun hai?

Tujhy Kho k sochta hun, Meray daman-e-talab mein
Koi Khuwab hai to kyun hai, koi aas hai tou kyun hai?

Mein ujjar k bhi hoon tera, tou bicharr k bhi hai mera
Ye yaqeen hai to kyun hai, ye qayaas hai to kyun hai?

Mery tan-bar’hana dushman isi gham mein ghul rahy hain
K mery badan pe saalam, ye libaas hai to kyun hai?

Kabhi pooch us k dil se k ye khush mizaaj shayar
Apni shayari mein jo udaas hai to kyun hai?

Tera kis ne dil bujhaya, Mery ‘Aitbaar Sajid’
Ye charagh-e-hijr ab tak, teray paas hai to kyun hai ? ?

wonderfulll one

Khawahishon k angan mein raat din baseray thy…
Titliyan tmhari thien or phool mere thy…

Chand asmanon se jb zameen pe utra tha…
Daikhnay mein raatain thien asal mein saweray thy…

Tere pass basnay ki khai thi kasam leikin…
Shehar bhi praya tha loog bhi luteray thy…

Lut gaye hm dono to qasoor kis ka hy…
Khawahishen bhi teri thien faislay bhi tere thy..

zrori to nai . !

Dil k lut jane ka izhar zrori to nai . !
ye tamasha sar-e-bazar zrori to nai . !

Muja tha ishq teri roh se or ab b ha . !
jism se koi srokar zrori to nai . !

Me toje tot k chahon tu meri fitrat ha . !
to b ho meri talabgar zrori to nai . !

Ay sitam kash zara jhank meri ankhon mein . !
zuban se pyar ka izhar zrori to nai . !

Kash hum bezubaan hote.

Kash hum bezubaan hote,

Naa fir gham yun bayaan hote !!




Kash naa hoti zindagi ki samajh,

Naa fir yun afsaane jawaan hote !!




Kash naa khwahish hoti kuch paane ki,

Naa fir kuch khone k gham yahan hote !!




Gar tod jaata koi ashiyaaN humara,

Fir bhi khoobsurat saare samaan hote !!




Lut Jaati gar Roshni-e-zindagi,

Fir bhi andhere naa yahan hote !!




Toot-te hue bhi be-shubhaah hote !

Kash hum bezubaan hote !!

Kash hum bezubaan hote.

lekin rehne do....!!!

Saarey waadon ko bhula saktI hun,
lekin rehne do..!
Main tumhein chor k ja saktI hun,
lekin rehne do..!

Tum jo har morr pe keh daitey ho khuda hafiz,
faisla mein bhi suna sakti hun,
lekin rehne do..!

Tum ne jo baat ki dil ko dukhaney wali,
us per main muskura b saktI hun,
lekin rehne do..!

Sharam aaye gi tumhein
warna tumharey waaday,
main tumhein yaad dila saktI hun,
lekin rehne do....!!!

Or Koi Khata Nahi…!!!

Ye Jo Dasht-e-Dard Hy Ishq Ka
Mujhy Is Se Koi Gila Nahi

Ye To Zindagi Ka Asool Hy
Kabhi Apna Koi Hua Nahi

Ye Jo Silsila Hai Ek Dard Ka
Ye Tohfa Yun Hi Mila Nahi

Tu Jise Jan Kar Bhi Anjan Hy
Wo Raaz Mene Kaha Nahi

Mujhy Apni Khabar To Hy Magar
Teri Soch Ka Kuch Pata Nahi

Ye Jo Ansoo Hen Meri Ankh Mein
Be’Sabab Hi To Ye Baha Nahi

Ye Sadaa Si Jo Hy Goonjti
Wo Lafz Tu Ne Kaha Nahi

Mera Jurm Hy Meri Sadgi
Meri Or Koi Khata Nahi…!!!





Jazba-E-Ishq-E-Nakaam Hai

Aayi Phir Wohi Pyaasi Shaam Hai,
Phir Wohi Intezaar Ka Mukaam Hai..!!

Lut Gaye Yeh Neend-O-Karaar Ab,
Aarzu Mein Tere Dil Hua Nilaam Hai..!!

Karte HaiN Sawaal Yeh Lab Mujhse,
Muskaan Kis Cheez Ka Naam Hai..!!

KahaaN Dhoondhu Main Us Shakhs Ko.
La-Pata Woh, Shehar Gum-Naam Hai..!!

Aa Ja Ke SaanseiN HaiN PareshaaN,
Tere Bagair Lage Zindagi Ilzaam Hai..!!

Sab Paa Kar Bhi Kuch Nahi Hai Pass,
Bas Yeh Jazba-E-Ishq-E-Nakaam Hai..!!






kya baat h wah wah

Naseeb Walon Ko Hoti Hai, Wafa Naseeb...
Hum Khud Hi, B'd-nasseb To Muhabbat Ka Kya Kasoor....





Izhar-E-Tamanna Pe Ajab Haal Hain Unka
Aankhein To Raza'mand Hai, Lab Soch Rahe
Hain...!!




Main Shikayat Kyu Kroun, Yeh Tou Qismatoun Ki
Bat Hy
Tere Soch Main B Mai Nhi , Muje Lafz Lafz Tu
Yaad hai ♥





Bichar Kar Humse Phir Kisi Ke Bhi Na Ho Sako Gey Tum
Milo Gey Sub Say Magar Hamari Hi Talash Main....♥






Kisi Aur Se Koi Waasta Na Sawal Tha Na Malaal Tha

Mujhe Ab Bhi Us Ka Khayal Hai Mujhe Kal Bhi Us Ka Khayal Tha






$aza Ban Jati Hain Guzray Howe Waqat Ki Yaadain

Na Janay Kyn Chor Janay Ka Liye Meharban Hotay Hain Log







Kitna Dur Nikal Gye Riste Nibhate Nibate.

Khud ko kho Diya Humne Apno Ko Pate Pate.

Log Kahte Hai Dard Hai Mere Dil Me Aur Hum Thak Gye Muskarate Muskurate.






wah

wah wah wah wah

Usse Hum Chor Dein Lekin, Bas Ek Choti Si
Uljhan Hai,
Suna Hai Dil Se Dharkan Ki Judai Maut Hoti Hai....





Socha Tha ke Wo Bohat Toot Kar Chahenge

Hamein...:'(
Lekin Socha Bhi Hum Ne ...Chaha Bhi Hum
Ne...Aur Toot Bhi Hum Gaye...:'(




"...Muhabbat Kya Hai Mat Puchho., Isay Bus

Raaz Rehnay Do.! ".
Ye Aisaa Lafz Hai Jiss Ki Wazaahat DarD Deti
Hai..."






Hum Ne Kaha KAMAAL Ho Jo Tum Hamen

Bhulaa Sako....,
Hum Ne To Faqat Baat Ki..., Us Ne KAMAAL Kar
Dia.....!!!!!!


Aankh Bhar Aayi..

Yeh Saaneha Bhi Muhabbat Mein Bar’haa Guzra,


Kisi Ne Haal Bhi Pochaa Tou Aankh Bhar Aayi..

jaan to apni jati hai..♥

Ay! Dil tu Dhadakna bnd kr de
.tere Dhadakne se uski yad aati hai,
.wo to mast hai apni duniya me
.unki yaad mein pal pal jaan to apni jati hai..♥

chaand ka dard wo raat nahi samjhat

Patthar ki duniya jazbaat nahi samjhati,
dil mein kya hai wo baat nahi samajhati,
tanha to chaand bhi sitaaron ke bhich mein hai,
par chaand ka dard wo raat nahi samjhat

Kyun kisi se itna pyar ho jata hai,

Kyun kisi se itna pyar ho jata hai,
ek din jeena bhi dushwaar ho jata hai.
Lagne lagte hain apne bhi paraye,
aur ek ajnabi par itna aitbaar ho jata hai..♥



Tasalli hai ki shakal ki pehchaan baki hai

Unki Mohabbat ke abhi nishaan baki hai,
Naam lab par hai aur jaan baki hai .
Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai,
Tasalli hai ki shakal ki pehchaan baki hai .........

A poem by a girl who left her lover

A poem by a girl who left her lover
for her family......
She writes these
words to her lover"s new gf ;(
Aaj apne parivaar k liye maine mera pyaaar kho diya..
ye dard sehne k baad b logo ne mujhe bewafa keh diya..


Main khud ko maaf nhi kar paaungi kabhi,
ye usse me samjha nhi paaungi kabhi..

Tum jab aaogi uski zindagi me... usee sambhaal lena,
bhool jaae wo mujhe usse itna pyaar dena..
Use meetha nahi pasand hai khyal rkhna..
Sardiyo me aksar bimar ho jata hai ,
dhyaan  rkhna..
Kabhi kabhi bahut gussa ho jata hai..
Pyaar se poocho to ro jaata hai..
Usse gusse mai kabhi kuch karne mat denaa..
usse Baarisho me kabhi akela rehne mat denaa..
Door jaaye kabhi to uska hath thaam lena..
Tumhe waqt na de paaye to naraz na hona..
Kabhi mujhe yaad kar baithe to usse
chodh kar mat jaana..
Bas usse kass kar apni bahon me bar lena..
Bhoolega wo sab kuch ek din,
Bhool jayega wo mujhe ek din.

Har Saans Pe Shaq h

Kisi Ki Yaad Ne Zakhmon Se Bhar Diya Seena...

Har Saans Pe Shaq He Ke Aakhiri Hogi...!!!!



Kuch Laug Youn Bhi Inteqam Lete Hain..

Bana Kar Chor Dete Hain Apni Zaat Ka Aadi...!!!!

Kuch Laug Youn Bhi Inteqam Lete Hain....!!!!



Itne Dukh Dete Ho Thak Toh Nahi Jate Na

Mujh Mein Toh Itni Himaat Nahi Dard Sehne Ki....

Tum Itne Dukh Dete Ho Thak Toh Nahi Jate Na?...



Tera Naam Mere Naam Ke Saath

Acha Lagta Hai Tera Naam Mere Naam Ke Saath

Jaise Koi Subah Juri Ho Kisi Shaam Ke Saath ♥




Izhar-E-Ishq

Bandh Jaye Agar Kisi Se Rooh Ka Bandhan...♥

Toh Izhar-E-Ishq Ko Alfaz Ki Zarorat Nahi...♥



Dil Tootne Ke Baad Tamashe

Humdardiya, Khuloos, Dilasey, Tasaliyan...

Dil Tootne Ke Baad Tamashe Bahut Hue...!!!!



ZinDaGi ZaRoRi hy SaNaM ♥

Itni MuhaBbaT na kRo mjhse k mai maR hi jaon♥
TuM se MuHabBaT niBHane k lye ZinDaGi ZaRoRi hy SaNaM ♥



saaf keh do na,

Nahi acha faqat koi ishaara saaf keh do na,

Kahan tk sath do gay tum hmara, saaf keh do na,

Judai ki tarha drya b apne sath chalta ha,

Nahi milta kinare se kinara saaf keh do na,

Bahane apni majbori k Q aa kar sunate ho,

Qasoor is men nhi koi tmhara saaf keh do na,

Humen tanhai k taaney tu mat do ghaer k aagey,

K hum b dhond len koi sahara saaf keh do na,

Hamare haath ki aksar lakerain milti julti hen,

Magar milta nhi apna sitara saaf keh do na..



Kash Tum Aa Jao... Kash Tum Aa Jao...

Aaj Kuch Waqt K Liye Paas Meray Kash Tum Aa Jao,

Bahut Tanha Hon Main Aaj Kash Tum Aa Jao,

Kabhi Khud Ko Itna kamzor Na Honay Dia Maine,

Par AaJ Bikhar Gya Hon Main Kash Tum Aa Jao,

Kaafi Din Se Ji Raha Hon Bin Teray,

Aaj Nai Guzar Raha Ek Pal Kash Tum Aa Jao,

Waqat Ki Raftar B Jaisay Tham Si Gai Hai,

Tham Na Jain Meri Saans Kash Tum Aa Jao...

Tu Tarap Ke Mange Mujhe

KaaasSh... ! Ke Tujhe Waqt K Sehra Mein Lage Peyas. . .

Aur Tu Tarap Ke Mange Mujhe Pani Ki Tarha..!



Ay ISHQ !! Tu Ne To Rula Ke Rakh Diya... Pooch Meri MAA Say Kitni Laadli Thi ...

Ay ISHQ !!
Tu Ne To Rula Ke Rakh Diya...
Pooch Meri MAA Say Kitni Laadli Thi ...



Tere Siwaa Nahi Aata Kisi Pe Pyar.

Tera Wajood Mautbar Hai Zindagi Mein Meri...
Tere Siwaa Nahi Aata Kisi Pe Pyar...



Wo Nadan Hai Bohat

Main Kaise Shikwa Karu Wo Nadan Hai Bohat...!!

Udaas Kar Ke Mujhe Khud Bhi Pareshan Rahta Hai...!!



Jesy chaha

Jesy chaha use paa na sakay...
Jo mila us se mohabbat na hoe...




Itna Haq To de.

♥.Mein Bharlo tujhe baahoon me mohabbat se,

Ae Sanam Itna Haq To Meri Chahto Ko de.♥


Be-Maqsad Safar

Mohabbat Ka Khumaar Utraa To Tab Saabit Hua...
Jisay Manzil Samajhe They Wo Be-Maqsad Safar Niklaa.......!!!

Wednesday, 24 April 2013

Stupid still I........u...

Woh nazar kaha se laun tujhe bhula de,
Woh dawa kaha se laun jo ish dard ko mita de,
Milna toh likha hota he taqdeer mai,
Woh taqdeer kaha se laun jo hum dono mila de,
Socha tha ki hum tumhe toot kar chahenge,
Tumhe chaha bhi bahut,
Aur hum toote bhi bahut,
Socha tha ki hum khushbu bankar rhenge,
Hum mehke bhi bahut,
Aur bikhre bhi bahut,
Socha tha ki hamesha dil me rhenge,
Dil toota aur armaan nikle bhi bahut,
Socha tha ki tumse pyar karna sikh lenge,
Aur humne tumhare naam kagaz pe likha bhi bahut.....
Mitaya bhi bahut....
Kaise Keh dun tumse pyar nehi...
Stupid still I........u.....

25 April full day joke All In One

Fauji's wife daily sends her nude photo with both legs wide open ...

"Janu, I'll wait like this till you come!"

Fauji: Wo to theek hai, par photo kaun kheench raha hai??

|^|^|^|^|^|^|^|^|^|^|^|

Girl Friend: I demand gud manners in bed, just like at the dinner table ...

Sardar climbs into bed slowly & says: Honey, would you pass the boobs please??

|^|^|^|^|^|^|^|^|^|^|^|

Husband is praying before going to bed ...

Wife: What are you praying for?

Husband: For guidance.

Wife: Pray for hardness. Leave guidance to me!!

|^|^|^|^|^|^|^|^|^|^|^|

The best excuse given by a lady for missing office on Monday ...

My husband took an overdose of Viagra ... couldn't leave him alone with the Maid!!

|^|^|^|^|^|^|^|^|^|^|^|

A boy comes to his class with broken spectacles ...

Teacher: What happened?

Boy: I was kissing my Girlfriend.

Teacher: But how did your spectacles break?

Boy: She closed her legs!!

|^|^|^|^|^|^|^|^|^|^|^|

What's the difference between a man & a woman ...

A man always has the same DICK between his legs all his life ...

A woman MAY NOT!!

|^|^|^|^|^|^|^|^|^|^|^|

Wife: Nashta kar lo.

Husband: Sex hi mera nashta hai & he starts sex.

Dopahar ko wife: Lunch kar lo.

Husband sex hi mera lunch hai & starts sex.

Raat ko jab husband aata hai to wife panty utaar kar
heater ke aage baithi hoti hai.

Husband: What is this?

Wife: Hawas ke poojari, khana garam kar rahin hoon!!

|^|^|^|^|^|^|^|^|^|^|^|

After operation, a girl to Dr: How soon can I resume my sex life?

Dr: You are the first patient to ask this question after tonsil operation!!

|^|^|^|^|^|^|^|^|^|^|^|

Sexy Lady goes to male gynae and says: Dr, a fly has entered my vagina.

Dr: There is only one solution. I can apply some honey on my penis and insert in your vagina. The fly will stick to penis and thus we can take it out.

Lady: Go ahead.

Dr starts.

After five minutes, sexy lady asks: Kya hua Dr, fly kab bahaar niklega?

Dr: Plan changed. I am going to drown that bastard fly inside!!!

|^|^|^|^|^|^|^|^|^|^|^|

Girl (in short clothes) in office: Guys, Main young lag rahi hoon naa?

SHARMA: Yeh bhi utar de pagli... New born lagegi!
enjoy!!

Aap se door ho kar hum jayenge kaha

♥•••Aap se door ho kar hum jayenge kaha•••♥

♥•••Aap jaisa dost hum payenge kaha•••♥

♥•••Dil ko kaise bhi sambhal lenge•••♥

♥•••Par aankho ke aansu hum chupayege kaha•••♥

Mujhe Dil Se Kabul Hai

Aapki Har Khata Manjur Hai
Aapka Har Shikwa Kabul Hai
Nahi Jaante Kya Rishta Hai Aapse
Humraha Par Jo B Hai Mujhe Dil Se Kabul Hai.

Kabhi zindagi ka naam hai mohabbat..♥

♥ Kabhi zindagi ka naam hai mohabbat..

♥ Kabhi maut ka paigam hai mohabbat..

♥ Kabhi mohabbat se milti hai khushi..

♥ Kabhi gham ki shaam hai mohabbat..

♥ Kabhi aansuo ki baarish hai mohabbat..

♥ Kabhi hansi ka jaam hai mohabbat..

♥ Kabhi dil ki jalan hai mohabbat..

♥ Kabhi dil ka araam hai mohabbat..

♥ Kabhi maut ki tarah benaam hai mohabbat..

♥ Kabhi zindagi kehti hai mera naam hai mohabbat..^_^

Monday, 22 April 2013

khwab kaha se aaye

Aap jo so gaye to khwab hamara aayega,
Ek pyari si muskaan aapke chehre per layega.
Khidki darwaje dil ke khol ker sona,
Warna aap hi batao hamara khwab kaha se aayega.






Saala paani mein hi kuch gadbad hai

Paani mein Whiskey milao toh nasha chadta hai,
Paani mein Rum milao toh nasha chadta hai,
Paani mein Brandy milao toh nasha chadta hai,
Saala paani mein hi kuch gadbad hai… :)




meri bebasi ka bayaan hai

meri bebasi ka bayaan hai
bas chal rafa na is ghadi
ras hasrat ka nichod doon
kas baahon mein aa tod doon
chahoon kya jaanoon na
cheen loon
chood doon
is lamhe kya kar jaaoon
is lamhe kya kar doon main jo mujhe cjain mile aaram mile
aur ho aur saans ka shor ho aanch ki or bdhe
aur ho aur ho aur mile hum aur bhi jal jaayen
tujhe pehli baar main milta hoon,har data
meri bebasi ka bayaan hai
tujhe cheen loon ya chood doon
tujhe maang loon ya mod doon
is lamhe kya kar jaaoon
is lamhe kya kar doon main jo mujhe chain mile aarm mile
aur ho aur ho saans ka shor ho aanch ki or badhe
meri bebasi ka bayaan hai

Zindagi lambi hai dost banate raho

Zindagi lambi hai dost banate raho,
Dil mile na mile haath milate raho,
Taj Mahal banaana toh bahut costly hoga,
Par har gali mai ek Mumtaz banate raho…
 —

TUMHE KYA FARQ PADTA HAI...

TUMHE KYA FARQ PADTA HAI..... Main Tumse rooth jaaun to..
Tumhare paas na aaaun to..
Phir tumse door ja kar main
Kabhi wapis na aaaaun to....
Tumhari yaad mein gumsum

Kabhi aansoo bahaaun to... TUMHE KYA FARQ PADTA HAI.... Tumhari yaad mein aksar
Khud ko bhool jaaun to..
Main teri yaad mein tanha,
Kabhi khud ko paaun to
Main tumse door reh kar phir
Akele jeena hi bhool jaaun to.. Tumhari berukhi se jeete ji marr jaun to..
TUMHE KYA FARAQ PADTA HAI..